September 09, 2009
and here comes antakshari-2!!!!
its about time we had a fun post out here..so i decided to get "online antakshari" back since im quite beginning to miss those interactive posts we used to have out here..
the last time we had it here, it was a whole lot of fun!!
(and as i type this, im particularly missing the presence of veens, prats, ankur and a few others without whom the last antakshari around here would never have been as huge a success as it was)
but neverthless, hoping that the magic is still alive and that this small interactive event manages to push away the september blues (i noticed that the last time around also, it was september--maybe sept is online antakshari month) and throw us all into better spirits!
as for the rules of the game, for those who arnt aware---
its just a simple game wherein u start with a song and the next person takes it from the last letter of the last word of that song and types (because unfortunately the virtual world has its limitations) another song...
lets try not to repeat any of the songs because repitition kinda spoils the fun..and make sure we dont murder any lyrics around here.we dont want those lyricists turning in their graves ;)
ohh and typing more than just two lines of the song is mandatory.
if by chance two ppl comment in at the same time with two diff songs for the same letter, then the one who's comment appeared first will be considered.
anyone and everyone is invited to participate any number of times.
so all said and done, i will start with the opening song in the comment section..so take it from there and sing along..
cheers to a musical time ahead!
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
46 comments:
Thandi Hawa Yeh Chandni Suhani
Ae Mere Dil Suna Koi Kahani
Lambi Si Ek Dagar Hai Zindagani
Ae Mere Dil Suna Koi Kahani
Saare Haseen Nazare
Sapno Main Kho Gaye
Sar Rakhkhe Aasmaan Pe
Parbat Bhi So Gaye
Mere Dil Tu Suna Koi Aisi Daastaan
Jisko Sunkar Milein Chaen Mujhe Meri Jaan
Manzil Hain Anjani
'N'
na jao saiyan
chhudake baiyan
kasam tumhari
main ro padoongi
ro padoongi
'g'
Gata rahe mera dil
tum hi meri manzil hai
kahi beethe na irrade
Kahi beethe na ye din!
'n'
Neele neele Amber par chand jab aye..
Pyar barsaye,Humko tarsaye..
Aisa koi saathi ho...aisa koi premi ho..
pyas dil ki bujha jaye!
'y'
-Neha
yamma yamma... yamma yammma
kya khoobsurat samaa..
bas aaj ki raat hai zindagi,
kal hum kahan tum kahan....
"h"
Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye
Lagta hai darr ye baat ye dil ki Dil mein na reh jaaye
"Y"
Yeh sama, sama hai yeh pyar ka,
Kisi ke intezaar ka, dil na churale kahin mera, mausam bahar ka...
"K"
Koyi Kahe Kehta Rahe
Kitna Bhi Humko Deewana
Koyi Kahe Kehta Rahe
Kitna Bhi Humko Deewana
Hum Logo Ki Thokar Mein Hain Yeh Zamana
Jab Saaz Hai Awaaz Hai
Phir Kis Liye Hichkichana
Jab Saaz Hai Awaaz Hai
Phir Kis Liye Hichkichana
Oh Gaayenge Hum Apne Dilo Ka Tarana
'N'
Na jaane mere dil ko kya ho gaya!
abhi tho yahi tha abhi kho gaya!
Ho gaya hai tujko to pyaar sajana
lakh kar le tu inkar sajana dildar sajana hai ye pyar sajana!
'N'
naa jaane kyun hota hai yun zindagi ke saath
achaanak yeh mann kisike jaane ke baad
kare phir uskee yaad chhoti chhoti si baat
't'
tera mujhse hain pehle ka naata koi,
yunhi nahi dil lubhata koi...
jaane tu ya jaane na
maane tu ya maane naa...
'N'
na bole tum
na maine kuchh kaha
magar na jaane aisa kyun laga
ki dhoop mein khila hai chaand
din mein raat ho gayee
ki pyaar ke bina kahe sune hi baat ho gayee
'ee'
Na Na karte pyaar tumhi se kar bete! karna tha inkar magar ikrar kar bete!
'T'
There was a time I packed my dreams away living in a shell, hiding from myself
There was a time wheh I was so afriad, I thought I reached the end, baby that was then but then I made of more than my yesterdays
This is my now and I am breathing in the moment! As I took around I cant believe the Love I see
- This is my now - Jording sparks
"E"
Ek din... ek din teri raahon mein
baahoon mein panaahon mein aungaa kho jaunga ... yeh dil to na keh yeh baatein dil to na keh saka..
'A'
aasman ke paar shayad aur koi asman hoga,
baadalon ke parbaton par koi baarish ka makaan hoga
main hawa ke paron pe kahaan ja raha hoon kahaan
"N"
na na karte pyaar tumhi se kar baithe..
karna tha inkaar, magar ikraar tumhi se kar baithe..
na na karte pyaar tumhi se kar baithe..
'TH'
thande thande pani se nahana chahiye
ohh thande thande pani se nahani chahiye
gaana aaye ya na aaye, gaana chahiye
heeheee
'Y'
Yaaron dosti badi hi haseen hai
Yeh na ho to kya phir
Bolo yeh zindgi hai
Koi to ho raajdaan
Be garaj tera ho yaar
Koi to ho raajdaan
Yaaron mohabbat hi to bandgi hai
Yeh na ho to kya phir
bolo yeh zindgi hai
Koi to dilbar ho yaar
Jisko tujhse ho pyaar
Koi to dilbar ho yaar
Teri har ke buraai pe
daante vo dost
Gam ki ho dhoop to
saaya bane tera vo dost
Naache bhi vo
Teri khushi main
"M"
Mere khwabon mein jo aaye
Aake mujhe ched jaaye
Us-se kaho kabhi samne tho aaye
Mere khwabon mein jo aaayee…
Kaisa hai, kaun hai woh
Jaane kahan hai
Jiske liye mere hoton pe haan hai
"H"
Hothon se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
Ban jao meet mere
Meri preet amar kar do
'd'
dil diya hai, jaan bhi denge, aye watan tere liye...
har karam apna karenge, ae watan tere liye....
"YA"
Yeh Tumhari Meri Baathein, Hamesha Yuhin Chalti Rahe..
Yeh Hamari Mulakate, Hamesha Yuhin Chalti Rahe..
Beete Yuhin Apne Saare Din Raaat
Baaton Se Nikalti Rahe Nayi Baaat
Phir Wahin Baatein Leke Geet Koi Hum Likhe..
Jo Dil Ko Haan Sab Ke Dil Ko Chu Le..
Baathein Suron Mein Yuhin Pighalti Rahen..
Baathein Geeton Mein Yuhin Dalti Rahen..
"H"
Hai agar dushman
Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Koi aaye
Koi aaye, koi aaye, koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin
(its funnn playing antakshari with u ppl.hope u guys are enjoying as well)
'H'
Hazaaron khwaahishen aisi ke har khwaahish pe dum nikle
Bahut nikle mere armaan, lekin phir bhi kam nikle
Nikalna khuld se aadam ka, sunte aaye the lekin
Bahut beabroo hokar tere koonche se hum nikle
Hazaaron khwaahishen aisi ke har khwaahish pe dum nikle
Bahut nikle mere armaan, lekin
phir bhi kam nikle
Mohobbat mai nahi hai phark jeene aur marne ka
Usi ko dekh kar jeete hai jis kaafir pe dum nikle
Hazaaron khwaahishen aisi ke har khwaahish pe dum nikle
Bahut nikle mere armaan, lekin phir bhi kam nikle
"L"
Lekar hum dewana dil
firare hain manzil manzil
kahi to pyaare kisi kinar mil jaao tum andhere ujaale...
'L'
Lo chali mein..
apni devar ki baarath leke
lo chali mein
na band baaja
na he baraathi
kushiyon ki saugaat leke
"k"
koee hotaa jis ko apanaa, hum apanaa kah lete yaaro
paas naheen to door hee hotaa, lekeen koee meraa apanaa
aakho mein neend naa hotee, aansoo hee tairate rahate
khwaabaane mein jaagate hum raat bhar
koee to gam apanaataa, koee to saathee hotaa
bhoolaa huaa koee waadaa, beetee huyee kuchh yaade
tanahaee doharaatee hain raatabhar
koee dilaasaa hotaa, koee to apanaa hotaa
"T"
tujhase naaraaz nahi zindagi, hairaan hoon main
o hairaan hoon main
tere masoom savalon se pareshaan hooN main
o pareshaan hoon main
jeene ke liye socha hi na tha, dard sambhalane honge
muskuraoon to, muskurane ke karz utaarne honge
muskuraoon kabhi to lagata hai
jaise hontonn pe karz rakhaa hai
aaj agar bhar ayi hai, boondein baras jaayengi
kal kya pata inke liye aakhen taras jayengi
jaane kahan gum kahan khoya
ek aansu chhupake rakha tha
tujhse naraaz nahi zindagi, hairaan hoon main
o hairaan hoon main...
'M'
Mere ghar aayi ek nanhi pari
Chandni ke haseen rath pe savaar
Uski baaton mein shahad jaisi mithaas
Uski saason mein itar ki mahakaas
Honth jaise ke bhiige-bhiige gulaab
Gaal jaise ke bahake-bahake anaar
'r'
ruk jaanaa naheen too kahee haar ke
kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
o raahee, o raahee
'H'
Hum rahen ya naa rahen kal
kal yaad aayenge yeh pal
pal yeh hain pyaar ke pal..
chal aa mere sang chal..
Chal sochen kya,
Choti si hai zindagi
Kal mil jaayen to hogi khushnasibi
'B'
Benaam sa yeh dard
thahar kyon nahi jaata
jo beet gaya hai vo
guzar kyon nahi jaata
benaam sa yeh dard...
Sab kuch to hai kya dhoondti
rahti hain nigaahein
Kya baat hai main
waqt pe ghar kyoon nahi jaata
jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jaata
benaam sa yeh dard...
Vo ek hi chahra to
nahi saare jahan main
Jo door hai vo dil se
utar kyon nahi jata
Jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jata
benaam sa yeh dard...
'D'
Deewane ka naam to poochho, pyaar se dekho kaam to poochho
Chaahe phir na milna, arre chaahe phir na milna
Gussa chhodo baat to maano
Iss bande ko
'O'
O Re Maanjhii
O Re Maanjhii
O O Mere Maanjhii
Mere Saajan Hain Us Paar,
Main Man Maar,
Huun Is Paar
O Mere Maanjhii, Abkii Baar,
Le Chal Paar, Le Chal Pa.A.A.Aar
Mere Saajan Hain Us Paar.
Man Kii Kitaab Se Tuu,
Meraa Naam Hii Mitaa Denaa
Gun To Na Thaa Koii Bhii,
Avgun Mere Bhulaa Denaa
Mujhe Aaj Ki Vidaa Kaa.A.A.Aa
Mujhe Aaj Ki Vidaa Kaa Mar Ke Bhii Rehtaa Intazaar
Mere Saajan Hain Us Paar.
'R'
Raat Shabnami bheegi chandni teesra koi dor tak nahi
Iske aage hum aur kya kahein janam samjha karo
O Iske aage hum aur kya kahein janam samjha karo
Sanam tumko jis din se dekha humne deewana dil kabu mein nahi
Bada pyara yeh bhi Ittfak dekho tum hi mil jate ho har kahin
Tum mil jate ho har kahin pyare
Aage khud hi jaan lo janam samjha karo
Aur kya kahein janam samjha karo
"R"
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Aa fir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Pahle se marasim naa sahi fir bhi kabhi to
Rasmo rahe duniya hi nibhane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Kis kis ko batayenge judai ka sabab hum
Tu mujhse khafa hai to zamane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Kuch to mere pindar-e-mohabbat ka bharam rakh
Tu bhi to kabhi mujhko manane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Ik umr se hoon lazate giriya se bhi mehroom
Aye raahate jaan mujhko rulane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
(couldn't help typing out the entire song..its an old fav and each word seems to hit home)
'H'
hum ne tum ko dekhaa, tum ne hum ko dekhaa, ayese
hum tum sanam saato janam milate rahe ho jaise
aakhon kaa rah rah ke milanaa, mil ke zuk jaanaa
kar detee hain yahee adaye, dil ko diwaanaa
huaa yoo saamanaa, padaa dil thaamana
'A'
Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware
Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye
Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne
Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye
'Y'
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj
Dil ke dwaare, dil ke dwaare
Sapnon ki shehnaai beete dinon ko pukaare
Dil ke dwaare
O, chhedo taraane milan ke
Pyaare pyaare sang hamaare
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj
"J"
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
'H'
Hum Dil De Chuke Sanam
Tere Ho Gaye Hain Hum
Teri Kasam
Ye Duniya Kare Sitam
Tujhpe Mitnege Hum Teri Kasam
Umeedein Tumhin Se Hain Mere Sanam
Thaama Hai Tumhara Hi Ye Daaman
Ho Bhoolenge Kabhi Na Ab Tumhein Hum
Bhoolenge Kabhi Na Ab Tumhein Hum
Hum Dil De Chuke Sanam
Tere Ho Gaye Hain Hum Teri Kasam
Teri Yaadon Ke Saaye Mein Guzregi Ye Zindagi
Us Khuda Ke Baad To Pooja Hogi Bas Teri
Chaahe Jo Maanglo Sab Tumhara Hai
Hum Dil De Chuke Sanam
Tere Ho Gaye Hain Hum
Teri Kasam
"M"
There are seemingly countless different brands of headphones available, but not all meet a music connoisseur's standards. I enjoy the clever lyrics that leave you contemplating long after the song is over. An example of Heathkit model (a Radio) can be viewed from this website : If you run Pandora on your iphone or iPod, then you can also bookmark, thumbs up and down, search for song. Additional HDMI port and a port for a headphone jack may also be located on its left side where it is enclosed by a small door.
Post a Comment