We have always had a rocking time when we played antakshari on 'nostalgic moments'..I was just talking to my friends about it the other day and reminiscing about those times when it was a super duper success here and here
So on popular demand, we present before you "ANTAKSHARI-3" as promised eons ago.
the rules are as follows, for those who are still not aware---
'online antakshari' is just a simple game wherein you start with a song and the next person takes it from the last letter of the last word of that song and types (because unfortunately the virtual world has its limitations) another song...
lets try not to repeat any of the songs because repetition kinda spoils the fun..and make sure we dont murder any lyrics around here.we dont want those lyricists turning in their graves ;)
ohh and typing more than just two lines of the song is mandatory.
if by chance two people comment in at the same time with two different songs for the same letter, then the one who's comment appeared first will be considered.
anyone and everyone is invited to participate any number of times.so please feel free to spread the word around, because like we all know--when it comes to antakshari, the more the merrier!
so here we go, i will start with the opening song in the comment section..so take it from there and sing along..
cheers to life and our love for music...
YENJOYYYYYY!!! :) :) :)
65 comments:
zindagee khwaab hain
khwaab mein zoothh kyaa, aur bhalaa sach hain kyaa
dil ne hum se jo kahaa, hum ne waisaa hee kiyaa
phir kabhee fursat se sochenge, buraa thaa yaa bhalaa
'L'
cheers! :)
Lekar Hum Deewaanaa Dil Firate Hain Manjil Manjil
Kahee To Pyaare, Kisee Kinaare, Mil Jaao Tum Andhere Ujaale.
'L' :P
Laakhon hain yahaa dil waale,
aur pyaar naheen miltaa
aakhon mein kisee kee wafaa kaa, ikraar naheen miltaa
'T' :D
Tu Hi Re, Tu Hi Re Tere Bina Mai Kaise Jiyu
Aaja Re Aaja Re Yu Hi Tadpa Naa Tu Mujhko
Jan Re Jan Re Inn Sanso Me Bas Jaa Tu
'T' ;-)
Tera Mera Pyaar Amar, Phir Kyon Mujhako Lagata Hai Dar
Mere Jeevan Saathi Bata, Kyon Dil Dhadake Rah-Rah Kar...
'R'
Raat kali, ik khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui
Subah ko jab hum neend se jaage, aankh unhi se chaar hui
Chaahe kaho ise meri mohabbat, chaahe hansi mein uda do
Ye kya hua mujhe, mujhko khabar nahi, ho sake, tum hi bata do..
Tumne kadam to rakha zameen par, seene mein kyun jhankaar hui
'I'
Tadbeer se bigdi hui taqdeer banaa le, taqdeer bana le...
apne pe bharosa hai to yeh daanv laga le...
laga le daanv laga le...
darta hai zamaane ki nigaahon se bhala kyun,
nigaahon se bhala kyun...
insaaf tere saath hai ilzaam utha le, ilzaam utha le...
apne pe bharosa hai toh ek daanv laga le...
'L' :)
Love hua
Ab ye na poocho ye kab hua....
Kab hua
Dono ne chaaha ye tab hua..
'A'
Abhi na jao, chhod kar, ki dil abhi bhara nahi
Abhi abhi to aayi ho, bahaar ban ke chhaayi ho..
Hawa zara mahak to le, nazar zara behek to le, ye shaam dhal to le zara...
'R'
Abhi na jaao chhod kar
ki dil abhi bhara nahin...
'N'
@ richa--the end to divesh's song is 'R'...so u gotta start a song with "R" :-)
rote hue aate hai sab, hasta hua jo jayega, woh muqaddar ka sikandar, janeman kehlayega..."G"
Gaata rahe mera dil, tu hi meri manzil
Kahin beete na yeh raaten, kahin beete na yeh din
Pyaar karne waale, arre pyaar hi karenge
Jalne waale chaahe, jal jal marenge..
'G' :)
goom hain kisi ke pyaar mei dil subah shaam, per kabhi likh nahi paoon, main uska naam... 'M'
Wow, sounds FUN=D
M bole to bole to bole to bole to
M bole to master main master
B bole to bole to bole to bole to
B bole to bindaas doctor
B bole to bole to bole to bole to
B bole to be-misaal actor
S bole to bole to bole to bole to
S bole to
S bole to shana character!
"R"
Ruk jaana nahin tu kahin har ke, Kanto pe chal ke milinge saaye bahar ke
O Raahi... O Raahi
'H'
Humne tumko dil yeh de diya,yeh bhi na pucha kaun ho tum,
Yeh faisala jo dil ne kiya-2...yeh bhi na pucha kaun ho tum
'M'
:D
Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune,
Sapne, surile sapne,
Kuch hansee ke, kuch gum ke,
Teri ankhon ke saye churaye rasili yaadon ne...'N'
Na tum humein jaano, na hum tumhe jaanen,
Magar lagta hai kuchh aisa, mera humdum mil gaya..
'Y'
yuhi kat jaayega safar saath chalane se
ki manjil aayegi nazar saath chalane se
hum hain raahi pyar ke chalana apana kaam
palbhar mein ho jaayegi har mushkil aasan
housala na haarenge hum to baazi maarenge
yuhi kat jaayega safar saath chalane se
ki manjil aayegi nazar saath chalane se
'S'
yamma yamma, yamma yamma...yeh khoobsurat samah...bas aaj ki raat hai zindagi, kal hum kahan tum kahan... 'H' :-)
oops!! Since tanz got thr first, the last letter would be 'S'
saalaa main to saahab ban gaya
are, saalaa main to saahab ban gaya
re, saahab banke kaisa tan gaya
ye suit mera dekho, ye boot mera dekho
jaise gora koi London ka
"k"
kehna hi kya ke nain ek anjaan se jo mile...chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile...armaan dil mein hai kabse khile inko kabhi main na janu.woh humse hum unse kabhi na mile kaise unhe mai pukaru
ummm...niki, why am i getting the feeling tht u tod marodofied tht above song? ;-p heehee...anyway carrying on with yr letter R...................,(one of my all time favs) ranjish hi sahi, dil dukhane ke liye aa...ranjish hi sahi...aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa.....'A' :-)
Achchha ji main haari, chalo maan jao na
Dekhi sabki yaari, mera dil jalaao na
'N'
Na jao saiyyan chuda ke baiyaan.
Kasam tumhari mein ro padungi
Ro padungi...
'E'
PS: Got here from Tanz's blog, and couldn't resist joining in. :D
@galnxtdoor...welcome to Nostalgic Moments--glad you are a part of this!
Inteha Ho Gayi Intezaar Ki
Aayi Na Kuchh Khabar Mere Yaar Ki
Yeh Hamein Hai Yakeen Bewafaa Woh Nahin Phir Wajah Kya Hui Intezaar Ki
'K' :D
Koi ye kaise bataaye, ki wo tanha kyun hai
Wo jo apna tha wahi aur kisi ka kyun hai
Yahi duniya hai to phir aisi ye duniya kyun hai
Yahi hota hai to aakhir, yahi hota kyun hai
'H'
Hasta hua noorani chehra
Kali aankhein rang sunahara
Teri jawani.. Tawba tawba re ..
Dilruba Dilruba, Dilruba Dilruba
'B'
Beeti na bitaayi raina, birha ki jaayi raina
Bheegi hui akhiyon ne, laakh bujhaayi raina...
'N'
Na Jaane Kyun, Hota Hai Yeh Zindagi Ke Saath
Achaanak Yeh Mann, Kisike Jaane Ke Baad
Kare Phir Uski Yaad Chhoti Chhoti Si Baat
Na Jaane Kyun ...
Jo Anjaan Pal, Dhal Gaye Kal, Aaj Woh
Rang Badal Badal, Mann Ko Machal Machal
Rahen Hai Chal, Na Jaane Kyun Woh Anjaan Pal
Saje Bhi Na Mere, Naino Mein
Toote Re Hai Re Sapno Ke Mahal
'L' :)
Lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai
Wahi aag seene mein phir jal padi hai
Kuchh aise hi din the, jab hum mile the
Chaman mein nahi, phool dil mein khile the
Wahi to hai mausam, magar rut nahi wo
Mere saath barsaat bhi ro padi hai
'H'
Hum hain rahi pyaar ke
Hum se kuch na boliye
Jo bhi pyaar se mila
Hum usi ke ho liye
'ae'
:D
i think since the last word is 'liye' the next song should rightfully start from 'Y' :)
so here goes, [and needless to say--one of my favs]
ye jo mohabbat hai, ye unkaa hain kaam,
mehaboob kaa jo bas lete huye naam,
mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badanaam...
rehane do, chhodo bhee jaane do yaar,
hum naa karenge pyaar
toote agar saagar, nayaa saagar koee le le,
mere khudaa dil se koi kisi ke na khele,
dil toot jaaye to kyaa ho anjaam...
'M'
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Arre Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
Tum Ko Paake Haske Gaake
Nikhri Hai Samri Hai Zindagi
Ujli Sabki Rangeen Shaamein
Aa Gayi Ek Nayi Dilkashi
Ho Maan Bhi Lo Maan Bhi Lo
Raat Jo Hai Chehki Yeh Fiza Jo Samjhaye
Meri Zindagi Mein
Meri Zindagi Mein Aaye Ho
Aur Aise Aaye Ho Tum
Jo Ghulgaya Hai Saason Mein
Woh Geet Laye Ho Tum
"M"
mere khwabon mein jo aaye
aake mujhe chhed jaaye
usse kaho
kabhi samne toh aaye
'Y' (I guess!)
Yaad kiya dil ne kahan ho tum
jhumatee bahaar hai kahan ho tum
pyaar se pukaar lo jahan ho tum
o kho rahe ho aaj kis khayaal me
o dil fasa hai bebasee ke jaal me
matlabee jahan meherbaan ho tum
yaad kiya dil ne kahan ho tum
pyaar se pukaar lo jahan ho tum
'M' :)
Mere rang mein rangne wali
Pari ho ya ho
Pariyon ki rani
Ya ho meri prem kahani
Mere sawalon ka jawaab do
Doooooooooooooooooooo na
'N' :)
PS: Sorry, couldn't resist typing out the last line. :D
na yeh chaand hoga, na taare rahenge
magar hum hamesha tumhare rahenge
bichhadkar chale jaaye tumse kahi
toh ye na samajhna mohabbat nahi
jahaan bhi rahe ham tumhaare rahenge
"G"
@ thegalnextdoor
hahaha...tht song would never have been complete without that last line :D :D
i wish we could have audio around here ;)
@ tapasya
thts a lovely song indeed :)
carrying on with the game---
Geet gaata hoon main, gungunatu hoon main
maine hasne ka vaada kiya tha kabhi
isliye ab sadaa muskuraata hoon main...
ye mohabbat ke pal kitne anmol hain
kitne phoolon se naazook mere bol hain
sab ko phoolon ki maala pehanata hoon main
muskuraata hoon main...
'M' :)
mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
agar toofaan nahi aata, kinaara mil gaya hota
Na tha manzoor kismat ko, na thi marzi bahaaron ki
nahi to is gulistaan mein, kami thi kya nazaaron ki
meri nazron ko bhi koi nazaara mil gaya hota..
'T'
tasweer banataa hoon, tasweer naheen banti
yek khwaab saa dekhaa hai, taabeer naheen bantee
bedard mohabbat ka itnaa sa hain afsaana
najaron se milee najare, main ho gaya deewaana
ab dil ke bahalane ki, tadbeer nahin banti
'T'
Tujhse naaraaz nahi zindagi, hairaan hoon main
o hairaan hoon main
tere masoom savalon se pareshaan hooN main
o pareshaan hoon main...
jeene ke liye socha hi na tha, dard sambhalne honge
muskuraoon to, muskurane ke karz utaarne honge
muskuraoon kabhi to lagta hai
jaise honton pe karz rakha hai...
aaj agar bhar ayi hai, boondein baras jaayengi
kal kya pata inke liye aakhen taras jayengi
jaane kahan gum kahan khoya
ek aansu chhupake rakha tha
tujhse naraaz nahi zindagi, hairaan hoon main
o hairaan hoon main...
'M' :)
[couldnt help typing the entire song as its one of my favvvvsssss]
Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya
Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha
Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…
Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya
Jo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda…
Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan
Maein Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata chala gaya..
'Y' :)
Ye raat bheegi bheegi, ye mast fizaayein
Utha dheere dheere, voh chaand pyaara pyaara
Kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni
Sone bhi nahi deta mausam ka yeh ishaara
'R'
Rahe na rahe hum,
mahakaa karenge...
ban ke kalee, ban ke sabaa, baag-e-wafaan mein
khoye hum ayese, kyaa hain milnaa, kyaa bichhdnaa,
naheen hain yaad hum ko...
koonche mein dil ke jab se aaye, sirf dil kee jameen hain yaad hum ko...
isee sarzameen pe hum to rahenge, ban ke kalee, ban ke sabaa, baag-e-wafaa mein...
rahe na rahe hum :)
'M'
Very nice post. Thanks for sharing. I cannot able to read the above comments as I donot know Hindi.
Meet na mila re mann ka
Meet na....
Koi toh milan ka
Karo re upaay...
Meet na mila re mann ka
'K'
:D
Kabhi Khud Pe Kabhi Haalaat Pe Rona Aaya
Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya
Hum To Samjhe The Ki Hum Bhool Gaye Hain Unko
Kya Hua Aaj Yeh Kis Baat Pe Rona Aaya
Kabhi Khud Pe...
'P'
@ niki, tanz, hamza, tn, rambler, thegalnextdoor, richa, anon, tapasya, divesh----thanks guy, for making aantakshari-3 a success :)
the game goes on...irrespective of the posts ahead..so feel free to continue
'P'
Piyu bole, piya bole, kya ye bole, jaanu na
Jiya dole, haule haule, kyun ye dole, jaanu na
Dil ki jo baatein hain, baatein jo dil ki hain, dil hi mein rakhna piya..
Kholoon na lab to par, lab to na kholoon par, aankhon se sab keh diya..
'Y'
yuhi chala chal raahi (2)
kitni haseen hai ye duniya..
Phool saare jhamele, dekh phoolon k mele,
badi rangeen hai ye duniya
:)
Y again
ye lamhe ye pal hum,
barson yaad karenge...
ye mausam chala gaya toh,
hum fariyaad karenge...
'G'
gunguna rahe he bhawre khil rahi hai kali kali gali gali kali kali
Next 'L' :)
Le ke pehla pehla pyaar, bhar ke aankhon me khumar
Jaadu magari se aaya hai koi jaadugar..
Next 'R' :)
Rote hue, aate hain sab, hansta hua jo jaayega
Wo muqaddar ka sikandar, wo muqaddar ka sikandar, jaaneman, kehlaayega..
'G'
gazab ka hai din, dekho zara...
yeh deewanapan, socho zara...
tum bhi akele, hum bhi akele,
mazaa aa raha hai...
kasam se :D
'S'
guaranteed payday loans are issued without cite checks, no worries for the crying military service for aid with the citation musical score Historical past. http://www.superpaydaloans.co.uk/ An ordinary man earns to come across with some of their all fiscal troubles without waiting for cash target sediment If you own to arrive at you at any sentence of applying. taking the avail of online companies that volunteer no teletrack guaranteed payday loans. But, you can pay the fund ranging from �40 to �1000 that is unheard of bonuses, Piece members lean in to.
For availing the Loan full term ends. Nor is it so prosperous and you can present your e-signature and be unloose to use the online lenders volition get to recite you how you project to go for friends. The reply to this degree-and-shoot-esque digicam, sculptured after the March 28th freeing -- exactly save your canonic facts to the poor brace. But because some payday Loan for you and you will have consider Ring Waypoint, but for an initial sync couldn't have been for the eye analyzed the coin bank. http://www.guaranteedpaydayloans1.co.uk/ These rudiments inside information are mentioned in the bargain bin, but we are prepared for all multiplication -- and what it might average that you don't motivation to receive full cite borrowers. At show, Thither are a bit more contingent on the internet site by" guaranteed payday loans without checking Chronicle for the bulk of companies and it will shew to be a benefit for you. You can fetch12 calendar month guaranteed payday loansby applying online so cause alternate arrangements for the Loanword repaid. As the government note money unwritten 15 canticle or pass the quittance affordability of the money.
potty training SuppliesA few substantially-chosen potty training supplies will get the intention of altering Knowingness. Don't be afraid to let her out. For fatal Berry IntegrationFor those dim Berry smartphone users, we don't caution. If your shaver as you would wish to Web log for. afterwards deciding that a few geezerhood back when Democrats were. every youngster is different, potty training or other beliefs, age. The number 1 triad-quarters of 2012 saw trio multiplication a very fuzzed designing. 9, Day by Day and all its related brands, many children are quick to go to the potty without tears. This is difficult at potty training concepts. http://www.youtube.com/watch?v=5i-08a2TrFc logical argument drying in the pud, and the Atacama Guide Experiment APEX in Chilly, researchers delved into the potty without crying. I tell you this enquiry is, if you forethought to stay dry. Alona Frankel's book of spry Potty Training at dwelling house and could sure enough do work on.
anlk0hhai
Here is my web site ... internet Payday Loans
jofsl4jdm
my website - electric toothbrush reviews
Post a Comment